Skip to main content

Posts

English tips for improve speaking

Hello friend.. Ham aaj Apko English speaking ke bare me bata rahe hai joki aaj ke Time me bahut jaruri hai  Aap kahi bhi chale jaye dimand Apko English speaking ki hi milegi job interview ke liye  Kahi bahar jana hai uske liye Apko English ki jarurat padegi to Ye sab aap jante hai  English speaking rules se Apko English bolna ayega Me Apko bata du jyadatar log iske chalate coaching join karte hai badi badi coaching me addmisson  lete hai taki aap sekh jaye  Par phir bhi kya hota hai aap English speaking nhi sekh Pate  Or phir Ghar Vale kahte hai beta tum English speaking sekhe rahe Ho ise batao Ye kya likh raha hai  Phir kya jo hota hai vo aap jante hai kyoki ye me isliye kah rhi hu ye pahle mere sath bhi hua hai  Do you know "Job interview problems" Jab bhi aap    interview dene jate hai to apke action kya hoti hai  Dono hatho ki ungliya ko pakad kar Ye kahna Hey bhagvan plz aaj kese bhi selection Ho jaye me 101rs chadaunga  Yahi hota

Do you know ??

Kya aap Ye jante hai??  kuch ese bat joki shayad aap janate ho ya na bhi but kuch ese bat jinhe janna Apko jaruri hai      koi bhi kese bhi puch sakata hai  so let's go.   1. yog darshan ke pravartak the  ans - patanjali  2. "Bharat ki kokila kise kaha jata hai  ans- sarojani naidu  3. bharat ke pratham rashtrpati kon the  ans- Dr Rajendr prasad  4. bharat ka prachintam granth hai  ans- ved  5. akabar ka janam kaha hua tha  ans- amarkot  6. kotily kiska mantri tha  ans- chandrgupt maury 7. budhh ne pratham updesh kaha diya tha  ans - saranath 8. vartman loksabha adhyakash kon hai  ans- sumitra mahajan  9. alaidarbaja ka nirman kisne karaya  ans- alauddin khilji  10. tota e hind kisne kaha  ans - ameer khusaro  11. rashtriy sangrhalay kaha istith hai  ans- kalkatta  12. guru govind singh ka janam kaha hua tha  ans - nankana  13. shershah shuri ne shisha grahan ki  ans - jonpur  14. ame

Pulbama Attack in Kashmir

Pulbama attack in Kashmir  40 jawan shahid (crpf) ke  Kashmir me hiye attack me 40 jawan shahid chhuttiya bita kar ja rhe crpf ke jawano par kiya hamala  Doshi pakishtan pure desh me shok ki lahar hai pura hindushtan badala mang raha hai  Shahid parivar ke parijano ka kahana hai ki hme hmare beto ki shahadat ka badal chahiye ek pita ne to yah tak kah diya me apna dusra beta bhi dharati mata or bharat ke liye dene ko taiyar hu  Is par sarakar se action lene ki mang  Par manniy pradhan mantri modi ji ne border par tainat saniko ko free hand de diya hai  Or is par modi ji ne kaha hai  bhut badi galati kar di pakishtan ne iska khamiyaja usko bhut bhugataba padega  Is par CM bhi bole  Godi me 300 kilo asala bhataya gya hai Jisse gadi ke chithade ud gye hai 2 km tak gadi ke parkhachhe ude hai As pas ke gharo ke kach Ki kidaki toot gyi hai  Yaha tak ki Rahul Gandhi ne bhi speech di ki pakishtan yah samaghane ki galati na kare ki Bharat ala

Neha kakkar biography

"Neha kakkar biography " Neha kakkar ke bare har koi janta hai aap bhi achhi tarah se janate hoge  Neha kakkar ek Indian singer hai jo ki bhut famous hai lakho karodo fans unke har kone kone me hai  Par Apko pata hai neha kakkar ne ek aam ladki se ek famous singer banane tak ka safar kese tay kiya ham Apko ise ke bare me batayenge neha kakkar ne Ye safar kese tay kiya  " neha kakkar Story "   Neha kakkar ek singer hone ke sath sath bhut beautiful bhi hai  Neha kakkar ka janam 6 June 1998 uttarakhand ke (ishikesh)  me hua  Neha kakkar ke Father ka name 'Rishikesh kakkar ' or mother ka ' Niti kakkar hai  Neha kakkar ke ek badi bahan jinka name sonu kakkar  or bade ka name Tony kakkar hai  Neha kakkar ki padai Delhi me "new holy public school " me huyi neha kakkar 11 sal ki thi tab neha ne ek reality show  "indian idiol " me participate kiya neha singing me dhyan dene ki wajah se padai na k

Syntax grammar practice

Hii, how are you guys Exam a rhe hai grammar ki taiyari karni hai yad krte hai to yaad nhi hota uff Ye grammar bhi samagh nhi ati Yhi hai na apki problem to Apko me bata du ki don't worry me Apko aaj iske bare me hi bataungi dosto aaj ka hamara topic hai                         "Syntax  "  aaj ham Apko iske bare me batayenge ki syntax kya hai iski definition Kya hai to chaliye bina waqt gavaye start karte hai.    supportmeindia.com  What is syntax and definition  "Defination of syntax "  Defination = The correct arrangement of word in a sentence is called syntax.  Ab me Apko bataungi ki isme kitne chapter hai jinhe ham isme padenge guys Apko inhe yaad krte rhna or practice bhut jaldi aap sekh jaoge  Article  Noun  Pronoun  Adjective  Verb  Adverb  Preposition  Conjucton  Interjection  Ye hai hamare chapter to me Apko thoda thoda krke bataungi Apko ek hi lekh me pura nhi bata sakati  To hamara pahala chapter hai article

Guru randhawa success story

Hello guys aap sab achhi Tarah se guru randhawa ko jante hoge          Guru randhawa ek famous Punjabi singer hai jinhone.        Music Industry me apna ek alag mukam banaya hai.                                                 guru randhawa ka dream tha suru se hi ki vo ek famous singer.                             bane vo sbse alag kuch karne ki chah rakhte the Guru  randhawa story....  or kuch alag krna chahate the                               Result apke samane hai duniya bhar me guru randhawa Sir ne itna nam kamaya hai ki har jagah duniya ke har kone me unke lakho karodo fans jaha     Balki India me hi nhi videsh me bhi unke bhut fans hai Yaha tak aap bhi hoge unke gano bhut pasand kiya jata hai to chaliye aaj ham guru randhawa ke bare me janege ki unhone ek aam ladke se ek famous singer ke safar ki puri story " guru randhawa story " Dosto guru randhawa ke bare me pahale ye.        bat ki  unka   real  name  'gurusharanjot Singh randhawa &#

Tense kese sekhe (how to do make sentence)

              "Tense kese sekhe           Sentence kese  banaye " Hello dosto aaj ke article me ham bat krenge tense kese sekhe dekhiye sentence banana to apko ana chahiye agar nhi at a to koi problem nhi kyoki isme ham Apko yahi batayenge      Rules jinse ham sentence banate hai or vo rules Apko yaad ho jaye to dosto time kharab na karate huye ham Apko batate hai. Dosto apko tease sekhane ke liye Ye pata hona chahiye ki tense kya hai                ' Tense (kal/samay)'         Tense ka matalab hota hai kal ya samay  Or dosto 'tension ' bhi tense shabd se bana hai              ' Tension  - ( paresani)  '                          'Tense' Present ( vartman)  Past ( bhoot)  Future ( bhavishy) To Hamne Apko bataya ki tense ka kya matalab hai or ise Teen bhago Me devide kiya hai  Ab bat krenge         ' Present tense ' ki kya hai iska rule or kese sentence banayenge  1. Present