Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2019

Do you know ??

Kya aap Ye jante hai??  kuch ese bat joki shayad aap janate ho ya na bhi but kuch ese bat jinhe janna Apko jaruri hai      koi bhi kese bhi puch sakata hai  so let's go.   1. yog darshan ke pravartak the  ans - patanjali  2. "Bharat ki kokila kise kaha jata hai  ans- sarojani naidu  3. bharat ke pratham rashtrpati kon the  ans- Dr Rajendr prasad  4. bharat ka prachintam granth hai  ans- ved  5. akabar ka janam kaha hua tha  ans- amarkot  6. kotily kiska mantri tha  ans- chandrgupt maury 7. budhh ne pratham updesh kaha diya tha  ans - saranath 8. vartman loksabha adhyakash kon hai  ans- sumitra mahajan  9. alaidarbaja ka nirman kisne karaya  ans- alauddin khilji  10. tota e hind kisne kaha  ans - ameer khusaro  11. rashtriy sangrhalay kaha istith hai  ans- kalkatta  12. guru govind singh ka janam kaha hua tha  ans - nankana  13. shershah shuri ne shisha grahan ki  ans - jonpur  14. ame

Pulbama Attack in Kashmir

Pulbama attack in Kashmir  40 jawan shahid (crpf) ke  Kashmir me hiye attack me 40 jawan shahid chhuttiya bita kar ja rhe crpf ke jawano par kiya hamala  Doshi pakishtan pure desh me shok ki lahar hai pura hindushtan badala mang raha hai  Shahid parivar ke parijano ka kahana hai ki hme hmare beto ki shahadat ka badal chahiye ek pita ne to yah tak kah diya me apna dusra beta bhi dharati mata or bharat ke liye dene ko taiyar hu  Is par sarakar se action lene ki mang  Par manniy pradhan mantri modi ji ne border par tainat saniko ko free hand de diya hai  Or is par modi ji ne kaha hai  bhut badi galati kar di pakishtan ne iska khamiyaja usko bhut bhugataba padega  Is par CM bhi bole  Godi me 300 kilo asala bhataya gya hai Jisse gadi ke chithade ud gye hai 2 km tak gadi ke parkhachhe ude hai As pas ke gharo ke kach Ki kidaki toot gyi hai  Yaha tak ki Rahul Gandhi ne bhi speech di ki pakishtan yah samaghane ki galati na kare ki Bharat ala

Neha kakkar biography

"Neha kakkar biography " Neha kakkar ke bare har koi janta hai aap bhi achhi tarah se janate hoge  Neha kakkar ek Indian singer hai jo ki bhut famous hai lakho karodo fans unke har kone kone me hai  Par Apko pata hai neha kakkar ne ek aam ladki se ek famous singer banane tak ka safar kese tay kiya ham Apko ise ke bare me batayenge neha kakkar ne Ye safar kese tay kiya  " neha kakkar Story "   Neha kakkar ek singer hone ke sath sath bhut beautiful bhi hai  Neha kakkar ka janam 6 June 1998 uttarakhand ke (ishikesh)  me hua  Neha kakkar ke Father ka name 'Rishikesh kakkar ' or mother ka ' Niti kakkar hai  Neha kakkar ke ek badi bahan jinka name sonu kakkar  or bade ka name Tony kakkar hai  Neha kakkar ki padai Delhi me "new holy public school " me huyi neha kakkar 11 sal ki thi tab neha ne ek reality show  "indian idiol " me participate kiya neha singing me dhyan dene ki wajah se padai na k

Syntax grammar practice

Hii, how are you guys Exam a rhe hai grammar ki taiyari karni hai yad krte hai to yaad nhi hota uff Ye grammar bhi samagh nhi ati Yhi hai na apki problem to Apko me bata du ki don't worry me Apko aaj iske bare me hi bataungi dosto aaj ka hamara topic hai                         "Syntax  "  aaj ham Apko iske bare me batayenge ki syntax kya hai iski definition Kya hai to chaliye bina waqt gavaye start karte hai.    supportmeindia.com  What is syntax and definition  "Defination of syntax "  Defination = The correct arrangement of word in a sentence is called syntax.  Ab me Apko bataungi ki isme kitne chapter hai jinhe ham isme padenge guys Apko inhe yaad krte rhna or practice bhut jaldi aap sekh jaoge  Article  Noun  Pronoun  Adjective  Verb  Adverb  Preposition  Conjucton  Interjection  Ye hai hamare chapter to me Apko thoda thoda krke bataungi Apko ek hi lekh me pura nhi bata sakati  To hamara pahala chapter hai article

Guru randhawa success story

Hello guys aap sab achhi Tarah se guru randhawa ko jante hoge          Guru randhawa ek famous Punjabi singer hai jinhone.        Music Industry me apna ek alag mukam banaya hai.                                                 guru randhawa ka dream tha suru se hi ki vo ek famous singer.                             bane vo sbse alag kuch karne ki chah rakhte the Guru  randhawa story....  or kuch alag krna chahate the                               Result apke samane hai duniya bhar me guru randhawa Sir ne itna nam kamaya hai ki har jagah duniya ke har kone me unke lakho karodo fans jaha     Balki India me hi nhi videsh me bhi unke bhut fans hai Yaha tak aap bhi hoge unke gano bhut pasand kiya jata hai to chaliye aaj ham guru randhawa ke bare me janege ki unhone ek aam ladke se ek famous singer ke safar ki puri story " guru randhawa story " Dosto guru randhawa ke bare me pahale ye.        bat ki  unka   real  name  'gurusharanjot Singh randhawa &#

Tense kese sekhe (how to do make sentence)

              "Tense kese sekhe           Sentence kese  banaye " Hello dosto aaj ke article me ham bat krenge tense kese sekhe dekhiye sentence banana to apko ana chahiye agar nhi at a to koi problem nhi kyoki isme ham Apko yahi batayenge      Rules jinse ham sentence banate hai or vo rules Apko yaad ho jaye to dosto time kharab na karate huye ham Apko batate hai. Dosto apko tease sekhane ke liye Ye pata hona chahiye ki tense kya hai                ' Tense (kal/samay)'         Tense ka matalab hota hai kal ya samay  Or dosto 'tension ' bhi tense shabd se bana hai              ' Tension  - ( paresani)  '                          'Tense' Present ( vartman)  Past ( bhoot)  Future ( bhavishy) To Hamne Apko bataya ki tense ka kya matalab hai or ise Teen bhago Me devide kiya hai  Ab bat krenge         ' Present tense ' ki kya hai iska rule or kese sentence banayenge  1. Present

Best motivation speech jise sunkar aap bhi kahoge 'yes I can do it '

Hello dosto Aap sab kese ho I Hope aap sab theek hoge To chaliye bat karte hai aaj ke topic ki vo topic hai hmara Best motivation speech jise padakar aap bhi kahoge 'yes I can do it ' To aaj ham iske bare me bat krenge dosto aap sab sandeep maheshwari Sir ko achhi tarah janate hoge.             Vo hmare intne bade motivator hai jo sbko age sahi rashta dikhane Me help karta hai     Sandeep maheshwari Sir hmare liye inspirational hai  Ham Apko inke duara di gyi speech bata rhe hai  " sbse bada rog ki log Kya kahenge " Dosto iska keeda tab tak hame katega Tab tak Ham kuch nhi kr payenge apne andar se vo awaj nikalo jo apke junun ko paida kre aap apne andar se hamesa kahate rhiye.                      "yes I can do it, yes I can do it,  yes I can do it,  yes I can do it,  yes I can do it,  yes I can do it,  yes I can do it, yes I can do it.                                                                                         

English speaking rules se Apko English bolna ayega

"How to speak English  " Hello friends .. Welcome hai apka is page par apko english bolte Time sochana padta hai kese sentence banau kese english me translate kru  How!  How! How!   How!  How!                 To Apko is how ko yes me  badalana hai aap jab Hindi bolte ho to sochate ho ki samane Wale ne Kya sawal kiya hai tab Bad me answer dete ho sahi kana na          Agar aap hindi Me sochate ho to English me kyo nhi soch skte thoda sochana start kro age kitna bolne lagoge ye apko pata nhi chalega Ye English speaking rules Apko batayenge ki English kese sekhe.. Yaad rakhana aap in rules se English speaking me madadgar hoge or phir to aap jante ho ki         himanshugrewal.com         " Practice makes man perfect " (the first we must have firm. To speak English speaking fluently)   Need practice and practice  Jese koi bhi apse puche ki to aap uska answer yes or no me like and don't me kese answer De.                                 

How to increase your courage

Hello friends .    Aaj Ham jis topic par bat krenge vo hai "  How to increase your courage " Ye hai hmara topic dosto jab bhi aap kuch krne ki sochate ho samane se log akar tok dete hai .ham jo kam krna chahate hai use log age kyo nhi krne dete.            Apke hmare sab ke sath balki more bhi sath yahi hota hai log hmesa kahte tu ye mat kr ye nhi ho payega ye mat kar tu ye kar vo kr ye kah kah kr log dimag kha jate hai or jo himmat hmare andar hoti hai vo toot jati hai .      " Courage is the main topic " Hame hmare himmat ko banaye rakhana hai jise log todna chahate hai or vo krna hai jo aap krna chahate hai..  the first point is that   jo log apse akar kahate hai ki ye tu nhi kar skta to aap usse pucho ki kyo nhi kr skta agar koi or nhi kr paya to ye nhi ki mai bhi na kar Pau esa nhi hai are ye socho jo bat mughme hai shayad vo usme nhi thi jab bhi aap samane Wale se khoge kyo to uske pass apki kyo ka koi jabab nhi hoga  agar aap apna aim c